petrol wala petrol chori gas wala gas chori light wala light mein ghapla road mein ghpls rasan mein ghapls tree to lagte hain hi nahi
system mein aane par jameer dhikaarta hai apne aapko ki hum iss desh ke baasi hai jaha gsnga baheti hai
niyam sab taak par bas jiski lathi uski bahens. koi thik karna bhi chahe to usko sala system maar daale
india mein kuch bhi thik nahi adaalat mein lakho kesh pending gunhagaro ke upar lakho karch police crime hone ke baad
Ab thak gaya hu system se koi istifa lele aur naukri na karwaye mauka nahi mil rha nahi to system badal du






