خالد فاضلی khalid fazli खालिद (@mykhyd) header
خالد فاضلی khalid fazli खालिद (@mykhyd) profile picture

خدا خود میر مجلس بود اندر لا مکاں خسروؔ محمدؐ شمع محفل بود شب جائے کہ من بودم

Hyderabad, India
Joined August 2010
Photo by خالد فاضلی khalid fazli खालिद (@mykhyd)Photo by خالد فاضلی khalid fazli खालिद (@mykhyd)Photo by خالد فاضلی khalid fazli खालिद (@mykhyd)Photo by خالد فاضلی khalid fazli खालिद (@mykhyd)Photo by خالد فاضلی khalid fazli खालिद (@mykhyd)Photo by خالد فاضلی khalid fazli खालिद (@mykhyd)Photo by خالد فاضلی khalid fazli खालिद (@mykhyd)Photo by خالد فاضلی khalid fazli खालिद (@mykhyd)Photo by خالد فاضلی khalid fazli खालिद (@mykhyd)Photo by خالد فاضلی khalid fazli खालिद (@mykhyd)
Allama #Iqbal ki azmat ka andaza is farsi qat'a se lagaya ja sakta hai k Allama ne kitni badi baat kahi hai.
4
23
1
38
خالد فاضلی khalid fazli खालिद retweeted
#Shaam #Shaam-e-#tasavvur mein khamoshi bolti hai, Khayalon ki duniya har dar kholti hai. . . . #shair #tasavvur
1
2
31
خالد فاضلی khalid fazli खालिद retweeted
Replying to @shairoftheday
2026 is your age
1
1
7
خالد فاضلی khalid fazli खालिद retweeted
Replying to @shairoftheday
duniyā-e-#tasavvur ham ābād nahīñ karte yaad aate ho tum ḳhud hī ham yaad nahīñ karte . . . #shair #FanaNizamiKanpuri #tasavvur
1
2
13
خالد فاضلی khalid fazli खालिद retweeted
Replying to @shairoftheday
mitti mein mila de k juda ho nahi sakta ab is se ziyada main tera ho nahi sakta . . . #shair
1
1
10
خالد فاضلی khalid fazli खालिद retweeted
aawargaan e shauq ka poochcha jo main ne haal ik musht e khaak le ke hawa mein uda diya . . . #shair @shairoftheday
1
1
53
خالد فاضلی khalid fazli खालिद retweeted
main pahli baar kabhi munkashif nahi hota misaal e harf e mushaddad hun phir padho mujh ko . . . #shair @shairoftheday @iamrana
1
2
91
main pahli baar kabhi munkashif nahi hota misaal e harf e mushaddad hun phir padho mujh ko . . . #shair @shairoftheday @iamrana
1
2
91
خالد فاضلی khalid fazli खालिद retweeted
Replying to @shairoftheday
bas-ki dushvār hai har kaam kā āsāñ honā #aadmī ko bhī muyassar nahīñ insāñ honā . . #shair #Ghalib #aadmi
1
2
31
خالد فاضلی khalid fazli खालिद retweeted
Replying to @shairoftheday
Abhi tak #aadmi sayd-e-zaboon-e-shehryari hai Qayamat hai ke insaan no'-e-insaan ka shikari hai . . . #shair #Iqbal #aadmi
1
1
38
خالد فاضلی khalid fazli खालिद retweeted
Replying to @shairoftheday
khabar nahi kya hai naam is ka khuda farebi k khud farebi amal se farigh huwa musalman bana ke #taqdeer ka bahana . . . #shair #Iqbal #taqdeer
1
2
11
خالد فاضلی khalid fazli खालिद retweeted
Replying to @shairoftheday
vo aa.e #bazm meñ itnā to 'fikr' ne dekhā phir is ke baa'd charāġhoñ meñ raushnī na rahī . . #shair #AlrafurRahnamFikrYazdani #bazm
1
1
18
خالد فاضلی khalid fazli खालिद retweeted
Replying to @shairoftheday
kisi ki #bazm mein tarab mein hayat bat'ti thi ummeedwaron mein kal maut bhi nazar aayi . . . #shair #bazm
1
1
19
خالد فاضلی khalid fazli खालिद retweeted
Saara mulk ek pansaari ki dukaan ban gayi Hai Maaloom na tha itna kuch hai bechne ke liye Zameen se lekar zameer sab bik raha hai
15
365
30
1,189
aawargaan e shauq ka poochcha jo main ne haal ik musht e khaak le ke hawa mein uda diya . . . #shair @shairoftheday
1
1
53
خالد فاضلی khalid fazli खालिद retweeted
kitab khol ke dekhun to aankh roti hai waraq waraq tera chehra dikhayi deta hai . . . #shair @shairoftheday
1
1
60
kitab khol ke dekhun to aankh roti hai waraq waraq tera chehra dikhayi deta hai . . . #shair @shairoftheday
1
1
60
خالد فاضلی khalid fazli खालिद retweeted
ik shakhs ne is shahr mein sach bol diya tha kat'ti huwe logon ki zaban dekh raha hun . . .#shair #ShuhoodAafaqi @shairoftheday
1
1
29
ik shakhs ne is shahr mein sach bol diya tha kat'ti huwe logon ki zaban dekh raha hun . . .#shair #ShuhoodAafaqi @shairoftheday
1
1
29
خالد فاضلی khalid fazli खालिद retweeted
#Shaam #shaam e gham ki qasam aaj ghamgeen hain ham aa bhi ja aa bhi ja aaj mere sanam #TalatMehmood
2
2
47
خالد فاضلی khalid fazli खालिद retweeted
Replying to @shairoftheday
Koi #hamdard na hamdam na yagāna apnā rū-ba-rū kis ke kaheñ ham ye fasāna apnā Na kisu jaib ke haiñ phul na dāman ke haiñ ḳhār kis liye thā chaman-e-dahr meñ ānā apnā #shair #MamnoonNizamuddin #hamdard
1
2
26