Sometimes you’ve to let go of the people you want the most, not because you don’t love them but because you don’t want to be selfish or make them carry the weight of your health struggles. Their happiness & peace matter so much to you that you choose to put them before your heart
9
233
Shuru se hi badnaseebi ka silsila raha mera... kisine yaqeen dila kar tod diya, kisi ne apna banaya aür tamasha bana kar chhod diya..
2
9
241
Har woh rishta jo ap Allah ke aur
kareeb le aaye, wahi sach mein apka naseeb hai. Halal intezar mein jo paakizgi hai, woh duniya ki kisi dikhawe ki mohabbat mein nahi. Jo rishte sajdon mein maange jaate hain, unka naseeb rab khud likhta hai.
4
125
Woh mard wafadar kaisay ho sakta hai jisne ek aurat ka sab kuch cheen lene ke baad, apne pariwar aur ek nayi aurat ka ho jana chunaa...
What they’ve shown in Dar e nijat is only 50% of what certain girls actually go through. 99% men in Pakistan are Zamil & painful truth is, there’s no Abu Bakr in real life. People laugh, people abandon, people judge and no one even cares whether you’re alive or not 1/2
Girls be saying "ek kachori do samosa, inn mardon ka kya bharosa" after doing ek dam andha bharosa on that one guy who literally destroyed their mental, emotional and physical health
Kabhi kabhi insan toot kar bhi kisi ko batata nahi. Woh muskurati rehti hai, sab ki baatein sunti hai, sab ko tasalli deti hai aur raat ki khamoshi mein apne Rab ke saamne woh sab keh deti hai jo duniya ke saamne keh nahi paati. Log samajhte hai ke woh bohat mazboot hai lakin
1/2


