Halloween Celebrations in Saudi Arabia 🇸🇦 “Where are the so-called guardians of Islam now? Or do religious principles apply only when it’s convenient to criticize others?”🎃👻
I'm so in love with this quote
"You didn't get what you wanted because Allah knew you deserve better 💫❤️
Allah us shakhs par laanat farmaye jisne bina dastak diye muqaddas darwaze mein dakhil hone ki koshish ki.
Allah us shakhs par laanat farmaye jisne us darwaze ko laat maari, jise Nabi Muhammad (saww) chooma karte the.
Allah us shakhs par laanat farmaye jisne nanhe Hasanain aur Bibi Zainab ko rulaya.
Allah us shakhs par laanat farmaye jisne Bibi Zahra ki pasliyan todi.
Allah us shakhs par laanat farmaye jiski wajah se Bibi Zahra ko apne hi ghar mein apne bachchon se chehra chhupana pada.
Quran jinhe Kausar keh kar khair-o-barkat ki basharat deta hai, afsos ke usi dukhtar-e-Rasool ﷺ ko apne haq ke liye haakim ke saamne gawah pesh karne pade. Is par yeh zulm ke gawahon ko jhutlaya jata raha. 💔😭
Fatima mera hissa hain; jisne unhe naraz kiya, usne mujhe naraz kiya.”
- Hazrat Muhammad ﷺ
📚 Ref- Sahih al-Bukhari 3767-3714
"Yeh Shia ya Sunni ki baat nahi hai, balki bas itni si baat hai ki ek 'Muslaman' ko yeh pata hona chahiye ki Nabi-e-Karim ﷺ ki iklauti beti ke saath unki shahadat ke baad kaisa sulook kiya gaya."😭
Ayyam-e-Aza-e-Fatima Zahra (s.a.)💔
Ayatullah Bahjat (r.a.) ki naseehat: 🤍
Jab bhi baitho ya uthho, kaho:
“Ya Sahib-uz-Zaman!”
Har subah, har raat aur sone se pehle kaho:
“Assalamu Alaika Ya Sahib-uz-Zaman!”
Apne Imam, Imam Mahdi (a.j.), ko har roz yaad rakho aur unse ghafil mat ho.




