Abhi GTA6 ke bahut hi tagde photos aa rhe hai lgta hai is baar GTA6 ko bilkul real life ki trh bna diya hai hr ek photo ko dekhkar lgta hai ki bilkul real life picture hai ab to bas GTA6 ke realising ka Intezar hai.
Bachpan mai hamare sab ka ek na ek favourite cartoon hota tha jiske liye ham khana khana bhi chod dete the jese ki pehle mujhe Motu Patlu tha aur ab vo chalta dekh bhi luu to bhi nhi dekhta ese mere kai cartoon favourite the pr ab unhe dekhne ka hi man nhi krta pr jo mja unme aata hai vo kisi movies mai nhi hai unka mja hi alg aata tha chuttiyon mai din bhar mai tv dekhta tha ab din bhar phone mai reele scroll krta huu pr tv nhi dekhta mujhe bachpan ke din bahut yaad aate hai hme pehle koi tension nhi hua krti thi ab to hajara kaamo ki presani hua krti hai pehle bo tension the ham .
Abhi agr koi movie trend mai hai to vo hai Avengers Doomsday, Avengers Doomsday likh kr kuch bhi daal do viral chala hi jaata movie ke aane se hi pehle itna craze mai pehli baar dekh raha hu is baar kuch bhi bolo heroes se jayada hangama to villlain ne macha rakha hai Doctor Doom ka abhi ek alg hi aura hai syd is baar esa lag raha hai ki villain jitana chahiye tha.
Aaj mene finally blue tick le hi liya bahut dino se soch raha tha ki ab lu ab lu pr baar baar man palat jaata yaaa peso ki vajah se nhi lga paata phi aaj mene socha ki le hi luuu phir mene blue tick ke liye aaplya kra aur 2-3 minutes mai blue tick bhi aa gya is baar blue tick bahut jaldi aa gya aur maine elon chacha ko 569 ka loan de diya ab dekhte hai vo isko vyaaj sumet kab tak lota te hai.😭











