Petrol ₹100 cross karne wala hai kya? US ne Maduro pakad liya, ab Venezuelan crude “free” ho gaya…. Trump ka drill baby drill shuru! India ke liye jackpot💰 Jaise Russia sanctions mein humne jugad kiya, yahan bhi. Kya kehte ho😂 #IndiaKaJugad #MaduroKaKhel
3
🚨 US ne Maduro ko pakda, ab Venezuela ko “chalayega”? Yaad hai 1971? America ka 7th Fleet aaya tha India ko dhamkane, par Indira ji ne bhagaya! Nukes ki wajah se aaj bhi Uncle Sam sochta hai do baar. Modi ji ka strategic autonomy zindabad! 🇮🇳🛡️ #BharatFirst #Venezuela
1

